Singer – Mohammad Irfan
Music – Vardan Singh
Lyricist – Anjaan Sagri
Producer – Ravinder Jeet Dariya
Associate Producer – Shahroz Ali Khan
Director – Rajiv S. Ruia
Ek Siwa Tere
Ek Siwa Tere
Main kya sochu
Abb siwa tere mein kya dekhu
Tu Mujh Mein itna Bikhara Hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri Chaht ka Yeh Wadah Hai
Tu mujhse mujhme jyada hai
Hmm…Ek siwa tere Mein Kya sochu
Abb siwa tere mein kya dekhu
Tu Mujh Mein itna Bikhara Hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri Chaht ka Yeh Wadah Hai
Tu mujhse mujhme jyada hai
Bekhudi ka tu sahara
Ban Gaya tu sahara
Tu tasali ka sahara
Ban Gaya Hai inn dino
Abb mujhe paake mein
Kya chahu
Bass tera ho ke jeeye jau
Tu meri subah ka tara hai
Khali raaton ka guzara hai
Meri chahat ka yeh waada hai
Tu mujhse mujhme jyada hai
Meri har ek Saans teri
Saanse abb judd gayi
Behte Behte meri Dhadkan
Teri tarfa mudd gayi
Main tera saaya sadda pahu
Kuch Mein khad har pal pau
Dil fida Hamara tum pr hai
Teri khatir sab gavara hai
Meri chaht ka yeh wadda hai
Tu mujhse mujhme jyada hai …..
Tu mujhse mujhme jyada hai ….