Singer: Neha Kakkar, Tulsi Kumar & B Praak
Music: Tanishk Bagchi
Lyrics By: Tanishk Bagchi
Music Label: T-Series
O Saki Saki Lyrics
Main teri aakhon ka sahil
Main tere dil ke hi kabil
Tu musafir main teri manzil
Ishq ka dariya hai behta
Doob jaa tujhse hai kehta
Haan meri baahon mein aake mil
Woh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske ghum na hon
Lutt gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa hon
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwahish baaki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwahish baaki
Tere jaisi mashooka mujhe yaar chahiye
Na paisa chahiye na hi karar chahiye
Yeh husn ka hai khumar mera
Tujhpe hai chhaya jo
Kurban hua mujhpe jo
Khushnaseeb bada hai woh
Woh sharabi kya sharabi
Dil mein jiske ghum na hon
Lutt gaya samjho sharabi
Paas jiske hum naa hon
Saki saki saki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwahish baaki
O saki saki re saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwahish baaki