Song – Saaki
Film – Musafir
Music – Vishal-Shekhar
Lyricist – Dev Kohli
O SAKI SAKI Song Lyrics
O Saki Saki Lyrics
Main teri aankhon ka saahil
Main tere dil ke hi kaabil
Tu musafir main teri manzil
Ishq ka dariya hai behta
Doob ja tujhse hai kehta
Haan meri baaho mein aake mil
Wo sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na hon
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum na hon
O saki saki re, saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwaahish baaki
O saki saki re, saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwaahish baaki
O SAKI SAKI Song Lyrics
Tere jaisi mashuka mujhe yaar chahiye
Na paisa chahiye na hi karaar chahiye
Ye husn ka hai khumaar mera
Tujhpe hai chhaaya jo
Kurbaan hua mujhpe jo
Khushnaseeb bada hai wo
Wo sharabi kya sharabi
Dil mein jiske gham na hon
Lut gaya samjho sharabi
Paas jiske hum na hon
Saki saki saki
O saki saki re, saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwaahish baaki
O saki saki re, saki saki
Aa paas aa reh na jaaye
Koyi khwaahish baaki